Saghar Sidiqqui
Bargashta e yazdan se khuch bhool hui h
Bhatkey hue insan se khuch bhool hui h
Bhatkey hue insan se khuch bhool hui h
Sagar Siddiqui Biography
Saghar Siddiqui 1928 ko Ambala (in united Punjab under British India) mein peda h. un ka naam Muhammad Akhtar rakha gya. Woh apny maan baap ki akloti aulad thy aur unho ne apni ibtadai zindagi Ambala aur Saharanpur (UP, India) mein he guzari.Unho ne ibtadai taleem Habib Hassan,jo k un walid k dost thy un se
hasil ki.
Young Akhtar un se bht mutasir hua,aur unho ne unhi ki wjah se Urdu Poetry m interest lena shuru kr dia.Unho ne 7-8 saal ki umar mein he likhna shuru kr dia, aur un ko urdu mein kaafi aboor b hasil ho gya tha yahan tak k log apney letters unhi se likhwany aty.
Phir unho ne Amritsar, Punjab, India ki rwangi ikhtiyar kr le. Ic umar k doran k doran woh rozana newspaper ka mutalia krty like Zamindar, Ahsan, and Inquilab . Shuru m unho ne apna pen name Nasir Hijazi rakha, lekin m unho ne ic ki bjaye Saghar Siqddiqui rakh lia. Apny awail e zindagi mein woh apny teacher Habib Hassan k sath Amritsar m rahey. !6 saal ki umar m unho le mushairay mein shamil hona shuru kr dia.
Un ki zindagi ka woh arsa jis m woh 19 saal k thy un slim appearance, wearing pants aur boski (yellow silky cloth) shirts, k sath sath curly hair, and reciting beautiful ghazals in a melodious voice, unho ne kaafi shohrat payi.Lekin ic cruel world mein un ka guzara kafi mushkil tha. Un ki zindagi m kaafi morr aye.
Baaz aukat unhey apni ghazalein chand rupon k iwaz dusray shaura ko bechni parein. Woh sardion ki raaton m garam rehny k paas parey kaghazon se aag jala lety. There, on the street, he passed away in Lahore on 19 July 1974 at age 46. un ki dead body subah saweray aik dukan k bahir pari mili. Despite his shattered life, un k khuch ashar aaj b Urdu poetry m best tasawur kiye jatey h. It is unbelievable that he kept his inner self so pure and so transcending.
No comments:
Post a Comment