Pages

Saturday, 30 June 2012

Allama Iqbal's Poetry

Sitaron se agy jahan aur b hain
Abhi ishq k imtehan aur b hain


About Sir Muhammad Iqbal


Sir Muhammad Iqbal was born in November 9, 1877 and died in April 21, 1938.He also known as Allama Iqbal. He  was a great philosopher,poet and politician. He is one of the most important figures in Urdu Poetry and
 Persian languages.
Iqbal ki tareef India,Pakistan aur mazeed har adbi mulk m hoti h. Allama Iqbal ki pehli poetry book, Asrar-e-Khudi, jo k Persian m h 1915 likhi, aur doosri kitabon me Rumuz-i-Bekhudi, Payam-i-Mashriq and Zabur-i-Ajam shamil h. Ic k ilawa doosri urdu kitabon m Bang-i-Dara, Bal-i-Jibril, Zarb-i Kalim and Armughan-e-Hijaz ka khuch hisa shamil h.Un ki poetry k sath sath, un k keyi Urdu aur English lectures aur lettersare also very influential in cultural, social, religious and political disputes over the years. 1922 mein  King George V ne unhey "Sir" ka khitab dia.
England mein philosophy aur law ki study k doran Iqbal the All India Muslim League mein shamooliat ikhtiyar kr le.
Iqbal ko Shair-e-Mushriq k naam se jana jata h jis ka mutlab Poet of the East h. Iqbal ko Muffakir-e-Pakistan ("The Inceptor of Pakistan") and Hakeem-ul-Ummat ("The Sage of the Ummah") b kaha jata h.Iran aur Afghanistan m woh Iqbāl-e Lāhorī  k naam se mashoor h,aur un ko Persian work ki wajah se bht pazeerai milti h. Pakistan Government ne unhe "national poet" qarar dia h. Un k yom-e-wiladat pe puray Pakistan m holiday hoti h.

No comments:

Post a Comment